Behti hui Nadi, ya behti hui hawaa,
Kab kaha Jake Ruk jaaye, kaha takra jaaye,
Kisi Ko kuch nahi pata !!
Hamara Jeevan bhi kuch iss hi tarah hai,
Life is full of surprises, we never know what will happen next !!

Koi Kush hai, par rehne Ko ghar nahi ..
Ghar hai, Gaddi hai, par Kushi Ka pata nahi !!
Behan to hai, par Dene ke liye pyaar nahi..
Bhai to hai, par uski bath kabhi manana nahi..

Pata hai… Jo chiz humare pass nahi Hoti hum uske liye bhaag te hai, or jo humare pass hoti hai, humme uski kabhi kadar hi nahi hoti…
Hawaa ki tarah behtaa ye Jeevan kab kaha tham jaye kise kya pata…
Every next day Is a gift or a punishment no one knows !!

Jeevan ki is andhi dodhe Mai, hum behte chale jaa rahe hai…
Jo kamzore hai usse Bahubali Banna hai, par kise pata Bahubali bhi kabhi kabhi apni Biwi se hai gabhrata !!!
Na iski Sunna hai, na uski Sunna, Karte hamesha hai hum apne Mann ki…

Naye darwaze Roz hai khulte, par pata nahi konsa Sahi, konsa galat…
Wo galat hai, Tum galat ho, aary Miya kabhi ye bhi swikara karo …ki haa hum galat hai !!
Pyaar ke piche hum itne andhe ho jaaya karte… Maa ki dawai ke paise , boyfriend ki shirt pe jo lutayaa aate!!

Beh rahe hai hum sab is Jeevan ki dagar Pai,
Kab kiski Rukh jaaye kisko khabar hai ???

Kab kiski Rukh jaaye kisko khabar hai !!!

— Sudesh Baser —